Sunday, 17 January 2016

Ho Gyi Juda Wo Humse
Flak Si Bat Ab Lagti Hai,
Khamos Ho Gyi Hai Alfaze
Andheri Har Raat Lagti Hai
Itefaq Tha Milna Shyad Unse
Ye Bat Sacchi Lagti Hai
Kuch Log Pass Ho Kr ke Dur Chle Jaate Hai
Kuch Dur Ho Kr Bhi Bhot Yaad Aaate Hai
Kuch Baate Unkli Hr Pal Sath Reh Jati  Hai
Kuch Log Hote Hai Jo Khass Ban Jaate  Hai ....

Monday, 21 December 2015

लोगो ने सोचा कि,  हम खो गए कहीं पर ,
उम्र के पड़ाव का एक सफ्फर गुजर दी हमने 
क्या  पाया क्या खोया, इसकी तलाश में
खुद को खो दिया हमने
 लोग समझते है हम गुमनाम है इश्क़  गलिओं मे,
हमनें उम्र गुजार दी अपनी सारी उनमें खोने में l 
Raah Ki Manjil Bhi Bdal Gyi
Raste Bhi  Bdal Gye,
Fasle Bhi Bdh Gye
Riste Bhi Bdal Gye |
Waqt Bhi Bdla Kuch Aisa Mera
Jo Apne The Unke Khyalat Bhi bdal Gye
Faslo Ne Dil Ko Bdal Dala
Logo K Zazbat Bdal Gye ....

Sunday, 20 December 2015

''Waqt Beet-ta Gya Aor Hume Aaj Bhi Umeed Unke Aane  Ki Hai,
Na Jaane Kon Si Paheli Bani  Hai Ye Zindagi Ya Koi Dusmani Zmaane ki Hai,
Log Kehte Gye Kuch Albela Mujhe, Kuch Smjhate Gye Pyar Se,
Ye Zindagi Ka Dasdur Tha Shayad Juda Hona Ya Fir Kami Humare Me Hai."'